Tujhse chhutate nhi chhutata
Tera ye saath
Tujhse hataye nhi hatata
Ye najar
Tu dur jane ko v kahti hai
Magar mai jata nhi
Tu so jane ko kahti hai
Magar mai sota nhi
Tujhme mai itna ab
Khoya hu
Ki saara jannat
Teri saath ho kr pata hu
Teri har gussa, daaat
Sb ke sb duaa liya hu
Ab to tu chaah ke v
Nhi dur kar payegi
Jaha v jayegi
Mujhe tu saath payegi